Posts

pasand ki shadi ke liye parents ko razi karney ka wazifa

Agar larka larki razi ho magar ghar wale razi na ho to ye amal kare Larka larki raat baad namaze isha 100 martaba is aayat ko parhkar sajde me dua mange awwal 11 baar durood shareef. dono ye amal apne apne ghar me kare amal ki muddat 40 days he Wazifa - Dua For Love   Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti   Wazaif or Amaliyat parhne  me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se  aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah 1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra 2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe 3)Wuzu k saath parhe to behtar he. 4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya. 5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe. 6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k l...